Ye Zamana Jaane Na Kya Kar Sakte Hai Full Mp3 Song Download By B Praak is recently released New Hindi Song Male Lead Nawazuddin Siddqui Female Lead Sunanda Sharms Music Given By Himself And Lyrics Given By Jaani.
Ye Zamana Jaane Na Kya Kar Sakte Hai Mp3
Listen And get Free Mp3 In High Quality for Android and Iphone Devices.
Official Video
Singer – B Praak
Lyrics – Jaani
Label – pagalwold
Released – Jun 7, 2021
Ye Zamana Jaane Na Kya Kar Sakte Hai Mp3 Song Lyrics
Yeh suraj se bhi keh do
Ke apni aag bujha ke kare
Yeh suraj se bhi keh do
Ke apni aag bujha ke kare
Agar usse baatein karni hain
To phir nazar jhuka ke kare
To phir nazar jhuka ke kare
Taare uske hath mein hone hi chahiye
Jugnu uske sath mein sone hi chahiye
Ho khushbuon se uski sifarish ki jaye
Ho khushbuon se uski sifarish ki jaye
Ae khuda tu bol de tere badlon ko
Ae khuda tu bol de tere badlon ko
Mera yaar hass raha hai baarish ki jaaye
Yaar hass raha hai baarish ki jaaye
Yeh suraj se bhi keh do
Ke apni aag bujha ke kare
Agar usse baatein hai karni
To nazaren jhuka ke kare
Yeh suraj se bhi keh do
Ke apni aag bujha ke kare
Agar usse baatein hain karni
To nazaren jhuka ke kare
Mohabbate Jaani ki
Poori khwaahish ki jaye
Mohabbate Jaani ki
Poori khwaahish ki jaye
Ae khuda tu bol de tere badlon ko
Ae khuda tu bol de tere badlon ko
Mera yaar hass raha hai baarish ki jaaye
Yaar hass raha hai baarish ki jaaye
Haye aashik hoo jaane mein
Kitna waqt lagta hai
Rabb ke ghar mein aane mein
Kitna waqt lagta hai
Dekha use to yeh malum hua
Ke jannat ko paane mein Kitna waqt lagta hai
Ye zamana jaane na kya kara sakti hai
Ho yaar mere ki nazren hain Dariya duba sakti hai
Uska bas chale to sara dariya pee jaye
Uska bas chale to sara dariya pee jaye
Ae khuda ae khuda
Ae khuda tu bol de tere badlon ko
Ae khuda tu bol de tere badlon ko
Mera yaar hass raha hai baarish ki jaaye
Yaar hass raha hai baarish ki jaaye
Ae khuda tu bol de tere badlon ko
Mera yaar hass raha hai baarish ki jaaye
Yaar hass raha hai baarish ki jaaye
Baarish ki jaaye
Na duniya ke liye likhte
Na mere liye likhte
Na duniya ke liye likhte
Na mere liye likhte
Ghalib zinda hote
To tere liye likhte
Ghalib zinda hote
To tere liye likhte